Sunday, May 20, 2012

Janejan Dhundhata Phir Raha Hu Tumhe Rat Din - Jawani Diwani


Hindi Song: Janejan Dhundhata Phir Raha Hu Tumhe Rat Din
Movie or Album: Jawani Diwani
Singer(s): 
Kishore Kumar, Asha BhosleMusic Director(s): R D Burman
Lyricist(s): Anand Bakshi

Hindi Lyrics
janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha

janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
mai yaha, tum kaha, mai yaha

janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha

(o mere humsafar pyar kee rah par
sath chale ham magar kya khabar) - (2)
raste me kahee reh gaye humnashee
tum kahan, mai yaha - (2)

janeja dhundhatee phir rahee hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
mai yaha, tum kahan, mai yaha

(dil machalne laga yuhee dhalne laga
rang bhara pyar kaa yeh sama) - (2)
aaj aise me bas chhodke chal diye
tum kaha, mai yaha - (2)

janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha

(pas ho tum khade mere dil me chhupe
aur mujhe kuchh pata na chala) - (2)
dil me dekha nahee dekha sara jahan
tum kaha, mai yaha - (2)

janejan dhundhta phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
mai yaha, tum kaha, mai yaha

No comments:

Post a Comment